Manchaha Pyar Ko Pane Ke Upay aur Lal Kitab Tarike
Pyar Ko Pane Ke Upay Lal Kitab
kya aap apne pyar ko pane ke nuskhey dhoond rahe hain? Kya aap apna khoya hua pyar wapas pane ke lie kuch bhi kar sakte hain? Toh aaj hum aapko bahut hi saral aur achook pyaar ko pane ke upay lal kitab se btaengey. Ye bahut hi lajawab aur behetreen pyaar ko pane k nushkhey aap apne ghar bethe kar sakte hain aur apna khoya hua pyaar wapas paa sakte hain.
Kabhi kabhi zibdagi mein aese mod aate hain jab naa chahte hue bhi do premiyon mein dooriyaan ajati hain. Karan chahe koi bhi ho parantu is ke nateejey bahut hi vinaashkaari hote hain. Kai baar toh naubat rishta todne ya talak tak aa jaati hai. Isilie aaj hum bahut hi achook aur asardaar pyar ko pane ke upay lal kitab se aapke liye laye hain taaki aapko apne pyar se kabhi juda na hona pade na hi aapko koi aesa din dekhna pade.
Pyar Ko Pane Ke Tarike
- Hamare aapsi aur prem wale rishton ka guru shukr greh hota hai. Shukr greh ki dasha aur sthiti hi humare saare rishto ko chalati hai . sabse pehle toh aap apne shukr greh ko mazboot Karen. Agar aap jaan na chahte hain ki kese aap apne shukr greh ko mazboot kar sakte hain toh aap humare astrologer Dheeraj Padiyal ji se ray zaroor kare.
- Pyar ko pane ke upay lal kitab ke ansuaar aap ko kaamdev ko prasann karna hai apna pyar paaane ke liye. Kaamdev prem ke guru hain agar aap unhe prasann karte hain toh aapke niji prem sambandhi samasyaen apne aap door ho jayengi. Kaamdev ko prasann karne ke lie aap ,
“ऊँ कामदेवाय विद्महे, रति प्रियायै धीमहि, तन्नो अनंग प्रचोदयात” ka jaap 108 baar Karen. Ye mantra pyar ko pane ke upay lal kitab ke anusaar bahut hi jaldi aur acha kaam karega.
Manchaha Pyar Pane Ke Upay
- Prem ke guru shukr ko prasann karne k lie aap , “‘ओम द्राँ द्रीँ द्रौँ स: शुक्राय’ नम:” ka jaap Karen. Agar aap in mantro ko padhne ki vidhi aur uchharan se sambandhi jaankaari lena chahte hain toh humare astrologer Dheeraj Padiyal Ji se baat Kare. Guru Ji aapko in sabhi mantron ke uchharan ke liye sahi se maargdarshan karengey.
- Agar aap pati patni mein roz jhagda hota hai toh aap shukarvar ka vrat rakhen. Saath hi shukarvar ke din aap apne pati ya patni ki tasveeer ko ek chote shahad k dibbi me daalkar so jaaye aur prarthna Karen ki aapka pyar wapas pehle ki tarah ho jaye.
- Manchaha pyar ko pane ke upay bhi hum aaj isme shaamil kar rahe hain. Toh agar aap apna manchaha pyar pana chahte hain toh aap radha krishan ji ke samaksh beth ke,” ॐ क्लीं कृष्णाय गोपीजन वल्लभाय स्वाहा:” mantra ka 108 baar jaap Karen. Dhyaan rahe ki aap is mantra ka jaap karte wakt apne premi ke chahere ko yaad rakhen .
Hum aasha karte hain ki pyar pane ke upay lal kitaab se aapki saari manokaamna puri ho jaye. Agar aapko koi bhi pareshani ya shanka hai toh aap humare astrologer guru se baat Kar sakte hai.
How useful was this post?
Click on a star to rate it!
Average rating 5 / 5. Vote count: 14